Agli subha hum log early morning apnay ghar wapis aa gay or ghar wapis aanay pay wohi mamool ki routeen start ho gayi kuch time bad meray 9th k exams start ho gay jo k bohat achay say huway or exam k khatam hotay he main nay papa say mamo k ghar janay ki ijazat li or mamo k ghar aa gaya mamo k ghar aana to sirf aik bhana tha Maham say milnay ka mamoo k ghar pohanch kar sb say mila sham tk idhar udhar thora ghoma or phir sham ko jb Naveed accademy say wapis aya to hum log bohat khush ho kar aik dosray say milay or batain karnay k liay chat pay aa gay chat pay aa kar Naveed nay mujhay chirana sh 続きを読む
(First Kiss)Real Fun,s Of My Life 1
Main wahin deewar k sath khara Maham ka intezar kar raha tha tb he nichay say meri aik couzin nay aa kar bataya k tumharay papa nichay bula rahay hain meray papa shuru say he bohat zada gusay walay hain to isi waja say sb he un say dartay hain is liay main b un say darta ho main nay bola k thek ha tum jawo main ata ho main wahin thora door pari washing machin k pichay chupay Naveed k pass gaya or usay bola k wo deewar k pas kuch dair jb tk main wapis nahi aa jata khara ho jay or agar is bich Maham aa jay to usay yahin pay intezar karnay ka bolay or main nichay chala gaya nichay gaya to papa na 続きを読む
Real Fun,s Of My Life 1
Ghar aa kar b hum log kafi dair tk batain kartay rahay or hansi mazak chalta raha kareeb 4 baj rahay thay jb hum log so gay subha barat jaldi jana thi to isi waja say hamain subha subha he takreeban 7 bjay k kareeb utha dia gaya sb log uthtay he fresh honay or nashta karnay main masroof ho gay or takreeban 9 bjay tk sb log tayar ho kar ready ho gay thay or barati b aana start ho gay thay main b Maham k anay ka intezar kar raha tha lakin isi bich mujhay kisi kam say bahar bhaij dia gaya or jb main wapis pohancha to sb log gariyo main baith chukay thay to isi liay mujhay Maham say bat ka koi mok 続きを読む
Real Fun,s Of My Life
Hello friends, Mera nam AJ ha main pakistan ka rehnay wala ho aj main ap ko apni life ki stories batanay ja raha ho place or name real nahi hoon gay baki har lafz real hoga to ayain main story ki traf chalta ho ya story q k real life pay hay to story kafi lambi or kafi parts main hogi to guzarish ha k like or comment zaroor dain. main apnay baray main thora bata do main bachpan say hi kafi fit raha ho matlab masculars wagaira qudarti toor pay he kafi achay thay diknay main b main thik tha or khanay penay ka bohat shoqeen b ho. shuru kartay hain mera name Aj real name ha main jb ********* mai 続きを読む